Skip to content
High-quality karaoke tracks • Instant digital delivery

Chehra Hai Ya Chand Khila Hai

“Chehra Hai Ya Chand Khila Hai” Karaoke available from MusiqKaraokes.

Coming Soon

Notify me when available

Leave your email and we will let you know when it is ready.

SKU: Chehra Hai Ya Chand Khila Hai Karaoke Category:
Movie / AlbumSaagar
Year1985
Music DirectorR. D. Burman
SingerKishore Kumar
Original Song
0:000:00

Chehra hai ya chand khila hai
Zulf ghaneri shaam hai kya
Sagar jaisi aankhon waali

Yeh to bata tera naam hai kya

Chehra hai ya chand khila hai
Zulf ghaneri shaam hai kya
Sagar jaisi aankhon waali

Yeh to bata tera naam hai kya

Arre tu kya jaane teri khatir
Kitna hai betaab yeh dil
Tu kya jaane dekh raha hai

Kaise kaise khwaab yeh dil

Dil kehta hai tu hai yahan to
Jata lamha tham jaaye
Waqt ka dariya behte behte
Is manzar mein jam jaaye
Toone deewana dil ko banaya
Is dil pe ilzam hai kya
Sagar jaisi aankhon waali

Yeh to bata tera naam hai kya

Ho aaj main tujhse door sahi
Aur tu mujhse anjaan sahi
Tera saath nahin paaoon to
Khair tera armaan sahi

Ho yeh armaan hain shor nahi ho
Khamoshi ke mele ho
Is duniya mein koi nahi ho
Hum dono hi akele ho
Tere sapne dekh raha hoon
Aur mera ab kaam hai kya
Sagar jaisi aankhon waali
Yeh to bata tera naam hai kya

Chehra hai ya chand khila hai
Zulf ghaneri shaam hai kya
Sagar jaisi aankhon waali
Yeh to bata tera naam hai kya

Coming Soon
Chat with us