Skip to content
High-quality karaoke tracks • Instant digital delivery

Ek Pyar Ka Naghma Hai

“Ek Pyar Ka Naghma Hai” Karaoke available from MusiqKaraokes.

Coming Soon

Notify me when available

Leave your email and we will let you know when it is ready.

SKU: Ek Pyar Ka Naghma Hai Karaoke Category:
Movie / AlbumShor
Year1972
Music DirectorLaxmikant–Pyarelal
SingerLata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur
Original Song
0:000:00

Ek pyaar ka naghma hai, maujon ki ravani hai
Ek pyaar ka naghma hai, maujon ki ravani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi, teri-meri kahani hai
Ek pyaar ka naghma hai, maujon ki ravani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi, teri-meri kahani hai
Ek pyaar ka naghma hai...
Kuch paa kar khona hai, kuch kho kar paana hai
Jeevan ka matlab to aana aur jaana hai
Do pal ke jeevan se ek umr churani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi, teri-meri kahani hai
Ek pyaar ka naghma hai...
Tu dhaar hai nadiya ki, main tera kinaara hoon
Tu mera sahara hai, main tera sahara hoon
Aankhon mein samundar hai, aashaon ka paani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi, teri-meri kahani hai
Ek pyaar ka naghma hai...
Toofaan ko aana hai, aa kar chale jaana hai
Baadal hai yeh kuch pal ka, chhaa kar dhal jaana hai
Parchhaaiyan reh jaati, reh jaati nishani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi, teri-meri kahani hai
Ek pyaar ka naghma hai, maujon ki ravani hai
Zindagi aur kuch bhi nahi, teri-meri kahani hai
Ek pyaar ka naghma hai...

Coming Soon
Chat with us